Sub
Sai Chuppa Kar ...
sab se chupa kar dard jo woh muskura diya
us
ki hansi ne to aaj mujhe rula diya
lehje se uth raha tha har ik dard ka
duhan
chehra bata raha tha k kuch ganwa diya
aawaz mein therao tha
aankhoon mein nami thi
or keh raha tha k mein ne sab kuch bhula diya
jane
kya us ko loghon se thi shikayatein
tanhaiyon ke dais mein khud ko basa diya
khud bhi voh hum se bichar kar adhura sa ho gaya
mujh ko bhi itne
loghon mein tanha bana diya....
Sent
By: Hassan