Jatey
Jatey Wo Mujay ...
Jatey jatey wo mujay achi nishani dai gaya
Umer
bhar dhuraoon ga aisi nishani dai gaya
Us sai mein kuch paa sukoon, aisi
kahan umeed thee
Ghum bhi wo shyed, barye maharbani dai gay
Sub hawaein
lai gaya mere samanda ki koi
aur muj ko aik kartey badbani dai gay
Khair
mein pyasa raha, per us nay itna tou kia
Meri palkoon ki kataroon ko wo pani
dai gaya
Sent
By: Hassan