Kaash
...
Kaash tum nay mujhey hansaya hotta
Kaash tum nay mujhey rulaya
hotta
Kaash gussay main he apna bulaya hotta
Kaash mujhey yaad ker
k apnay dil ko behlaya hotta
Kaash meri yaad satati tumhain
Kaash
merray bina neend na atee tumhain
Kaash k tum meri mohabbat ko pehchaan
patee
Kaash k tum mujhey apna hee bana patee
Kaash main tumhain apni
bahoon main khilata
Kaash main tumhari zulfoon main so jata
Kaash
k tum dil say chahtee mujhey
Kaash k apna saya banatee mujhey
Kaash
main teri aankhoon ka kajol hotta
Kaash main iss barish ka badal hotta
Kaash
tum merray sennay say lipat ker rotee
Kaash k merray bina teri subhoo na hotee
Kaash k hal-e-dil batata tumhain
Kaash k dil ka ghum batata tumhain
Kaash k apni jaaaan say bhee chahta
Kaash tumbin saan bhee lay na
pata
Aay kaash yeeh saab ghum na hottay
Aay kaash na tum hottay na
hum hottay
Sent
By: Asif Habib