Aisa
Nahien Kartay
Hazaron pal tumharay binn
naa pocho kaisay katay
hain
kabhi yadein rulatee hain
kabhe mausam sataty hain
issay kehna
hum aatay hai
hamein mayoss na karna
hamara maan rakh laina
hamien
wapis nahien jana
hamien dil mien basa laina
hamien apna bana laina
bohat
tarpay huay dil say
bohat rotha nahien kartay
muhabat to ebadat hai
zamany
say chupatay hain
issay ruswa nahien kartay
sunooo aisa nahien kartay
aisa nahien kartay
Sent
By: Nida