Faragat
Faragat kay din
Yeah faragat ki ratain
Kabhi yaad
aain gi
Woh koyal ki KO KO
Woh kaway ka kay kay
Woh dhan ki balion
ka
Hawa say sarsarana
Woh jhomna hawa mai
Woh masat lehrana
Ghanton
sahaili say gapain larana
College kay us KO woh kisay sunana
Her shakhas
per apnay comments larana
Woh hasna kabhi aur kabhi rotay Jana
Duaon kay
silsilay woh namazain
Woh sajday kabhi apnay rab say
Rothna woh manana
Woh chatting ki ratain
Woh romance ki batain
Net pay Sara paisa lagana
Bhai say darna
who Behan say larna
Tohfay batorna
woh Apni kanjosi
dikhana
Ammi say apnay
who laad uthwana
Woh abu KO yaad kar kay rotay
Jana
Nahi bhool saktin who faragat ki ratain
Woh faragat kay din
Sent By: Shazia Aslam