"who
ik hanseen khayaal"
who ik hasee;n khayaal jiskay ham_khayaal
thay hum
tha bas who ik khayaal hi or bay_khayaal tahy hum !
jiski na
thi haqeeqat jiski na koi manzil
us rah par chalay thay or bay_malal thay
hum !
har lab pay tha musalsal koi na kar saka
hal jis ko na koi samjha
aisa sawaal thay hum !
zinda thay tab na jaana marnay kay baad samjhay
tu
ho gaye ammar phir aisi misaal thay ham !
jab yaad aa gaye hum tu baais;say
FARHAT tha
har dil main bas gaya jo aisa khayaal tay hum !
Sent By: Farhat Rehman (Iqra University)